Aas ke gharonde

Abrr mein bhaaar se aaye chayeh chal diye
bewafa se dilruba muskuraye chal diye

Jaise kamsino ke dil abhi khafa abhi mane
jaise ret ke mehal abhi gire abhi bane

rahguzarr ke phool ho rah kho ke paon mein
jaise zindagi sada ek dhoop chaon mein

Aas ke makan mein
chtt nahi hai daar nahi
inse khushnuma magar
aaur koi ghar nahi ….!日本藤素
p>

अब्र में बहार से आए छIए चल दिए
बेवफा से दिलरुबा मुस्कुराये चल दिए

जैसे कम्सिनो के दिल अभी खफा अभी माने
जैसे रेत के महल अभी गिरे अभी बने

रहगुजर के फूल हो रIह -खो के पांव में
जैसी जिंदगी सदा एक धूप छIओं में

आस के मकान में
छत नहीं है दार नहीं
इनसे खुशनुमा मगर
और कोई घर नहीं….!

By Mr BrijenderSyal

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *