Gumnaam Sipahi ke Naam
‘Woh jiski hakeekt fasana raheh
Sipahi woh gumnaam diwana hai ,
Jala hai hameyshaa , Jalega Sada
yeh shama -aye watan ka parwana hai ,
aaur ueski amar yadgaren na puchh
weh koh , weh khai , weh viraana hai !
‘वो जिसकी हकीकत फसाना रहे’
सिपाही वो गुमनाम दीवाना है,
जला है हमेशा, जलेगा सदा
ये शमा ऐ वतन का परवाना है,
और उसकी अमर यादगरे ना पूछ
वे कोह, वे खाई, वे वीराना है!
Abrr mein bhaaar se aaye chayeh chal diyebewafa se dilruba muskuraye chal diye Jaise kamsino ke dil abhi khafa abhi manejaise ret ke mehal abhi gire abhi bane rahguzarr ke phool ho rah kho ke paon meinjaise zindagi sada ek dhoop chaon mein Aas ke makan meinchtt nahi hai daar nahiinse khushnuma magaraaur koi ghar…
Behad khushi mein bepanah aati hai koi yaad , Hasne lagun toh , aankh bhar lati hai koi yaad, Roshan hein meri subha kisi ke khayyal seh , Raton ko ek chirag jalati hai koi yaad!Picheh se kisne rakh diye ankhon pe narm haath , Chupke se yun dabi dabi si aati hai koi yaad,…
Garibi hatayen ( Satire ) Tu bhi kya yaad karegi bai Leh yeh chiffon ki dhani saree ….meri shaadi ki nishani saree, Umar ke saath nikar aayi hai ….ghis ke aaur sawar aayi hai ; Tere tan pe yeh fabegi bai … gori rangat pe jachegi bai , Tu gulabi ki tarh chalkegi ….teri har…
“Kahaan teri basti , kahaan tera ghar ? eedhar se udhar aaur uhar seh eedhar , kahin dil lagane ki baten na kaar, Sipahi ! teri zindagi hai safaar ! Bhuladeh muhabat ki rahnaeyan , Jawani kee rangin ruswaeyan , Teri zindagi kohh aaur khaayiyan Yahi toh hai huusan ki jalwagar ! Ye威而鋼 h jungle…
Diary keh Panneh (10 Aug 1962) ( Sarhad par ek amar jawan ki Diary seh ek panna.Yeh nazam “Barood ka Sargam ” ka ek panna hai .)A page found in the Diary of a martyred soldier ! “Bhikhar gayi din ki mai lalagubadi khubsorat shafak chaa gayi ,kuchh aisi haya tere galon mein thiwoh pehli…
Naach naach naach re naach waqt ki tarang pe palchanoki taal pe fikr ki uudan pe khwab pe khayyal pe ishk ke janoo pe huusn pe jmaal pe , dhadkano ki thaap pe pyaar ke m aal pe naach naach naach naach re naach ! Husn bewafa sahi fir bhi dilruba toh hai aas ka…